Sunday 1 July 2012

CHILDHOOD MEMORIES

CHILDHOOD MEMORIES

Nothing is more powerful than the memories created by a child's experiences. The child's memories fashion the adult's life. Every day of adult life is touched by the memories of childhood experiences.
Our greatest adult fears were created by childhood memories. Our greatest adult anxieties were produced by childhood memories. Our most negative adult views of ourselves are the product of childhood memories.
Our most important adult goals have their roots in childhood memories. Our most powerful adult drives have their roots in childhood memories. Our adult attitudes, adult perspectives, adult expectations, and adult view of life are all powerfully influenced by our childhood experiences and memories.
Help me conduct an experiment. I want each adult to think about your life during the period from four years of age to twelve years of age. All I want you to do is think. First, I want you to remember a bad childhood experience. This is something that you don't allow yourself to remember very often. It is one of those memories you don't want to think about. Second, I want you to remember one of your best childhood experiences. This memory is a real joy to think about. It makes you feel good to think about it. Third, I want you to remember one of the funniest childhood experiences you had. This is a memory you like to share because it is funny to tell.

DEFINATION OF CHILDHOOD

The state of being a child; the time in which persons are children; the condition or time from infancy to puberty.

Children, taken collectively.

The commencement; the first period.


Wo gaon jis men meri bachpan 

Wo gaon jis men meri bachpan ki yaden hen wo gaon jis ki gali gali se muje mohabat he wo gaon jis men mere baron ki mere bachon ki hadyan danfan hen wo mera gaon janat e nazir aaj doob raha he. Aaj us ki galyon men pani beh raha he. Dil khoon k aanso roraha he.

 AAP KI MERI BACHPAN KI YADDEIN

Bachpan………shayed sab ka hi bachpan buhat pyara hota hai..jab chotey 
they tu socha kartey they barey hokar yeh karein gay woh kareingay…..lekin
ab sochtey hain ke woh chotein, takaleef buhat achi theen ke jab hamari
kuhni chil jati thi ya hum kaheen gir jatey they……aj ki takaleef se tu
buhat behter………..woh aik aik pal yaad atey hain tu kitni hasi ati
hai….yeh yadein bhi buhat ajeeb hoti hain….agar achhi hon tu rulati hain
aur agar buri hon tu hassati hain…….ap ne yeh topic cherra tu be-ikhtiar
woh din yaad aye tu khushi, ghum ya shayed hasrat ka ahsas huwa…buhat
shukriya ap ka……khair……duaon mein yaad rakhiye ga…

MY VIEW ABOUT BUCHPAN


BACHPAN k din bhi kitne ache thy
Tb tu sirf khilony toota karty thy
Wo khushiyan bhi na jane kesi khushiyan thin????
Titli k par noch kar uchla karty thy
Paon maar k khud barish k pani main
Apni nao ap dboya karty thy
Choty thy tu makro faraib bhi choty thy
Dana daal kar chirya pakra karty thy
“AB TU IK AANSO BHI RUSWA KAR JATA HAI
BACHPAN MAIN DIL KHOL KAR ROYA KARTY THY”
BACHPAN MAIN DIL KHOL KAR ROYA KARTY THY

POEM

Ye mere bachpan ki galiyaan yehi mera ghar hai
Kho gaya tha jaha ye bachpan wahi ye angan hai
Aayee baad berson k ham en diwaaron se milne
gali gali main hai bachpan ki khushbo wayesa hi hai
Aaj bhi dhondti hai meri ankhein kiun meri Guryan
Aa Saheli dekh Khoaya kahan woh bachpan hai
Gorion ki shadi ka khail aur woh barish ka pani
bheegtay woh school ka jana ab bhi wahi anjuman hai
yaad aayi mujh ko meri saari saheliyaan o meri aami
lerty milty thy yehi ham wahi aks ka darpan hai


in last i must say that when me miss my chidhood or buchpan memories i was crying alot...i think we all are also...thankew 


No comments:

Post a Comment